Search Webtechi

Showing posts with label bjp. Show all posts
Showing posts with label bjp. Show all posts

Wednesday, January 16, 2013

Can Idoit Rahul Baba even think of this in his Dreams- Atal Bihari Vajpayee at its Best in his speech against Pakistan

Can Idoit Rahul Baba even think of this in his Dreams- Atal Bihari Vajpayee at its Best in this speech

Monday, June 27, 2011

SONIA GANDHI KI AIYAASHI : Aap Ke Paiso Ke Saath.

SONIA GANDHI KI AIYAASHI 

Dosto, Sonia Gandhi pe Sarkar ne pichle teen saal me jitna kharcha uski personal Videsh yatra pe kiya hai, utna kharch to pradhan mantri ne bhi nahi kiya hoga. 
Ek khabar k mutabik, pichle teen saal me sarkar ne lagbhag 1880 karod rupaiye  Soniya k Videsh Doure pe Udaye Hai. 
 Ab is par ek Journalist, Ramesh Verma ne sarkar se RTI k tahat ye saari jaankari maangi hai :-

  • Sonia k liye pichle teen saalo me Videsh Yatra k naam pe kitna maal phoonka gaya hai? 
  • Kya ye saari yaatra Sarkari thi? Agar sarkari thi to isse Desh ko kya laabh hua?
  • Bharat k constitution me Sonia Gandhi ki Haisiyat ek Sansad ki hai, to fir protocol me ek Rashtra-Adhyaksh kaise mili hui hai?
  • Sonia Gandhi 8 baar apni ek bimar maa ko dekhne New York k ek Hospital me gayi, jo ki uski ek personal trip thi.
     Fir har baar Hilton Hotel k 4 mehnge Suite Indian Embassy ne Sarkari paise se kyu book karwaye...?
  • Is Desh k protocol k mutabik, sirf Pradhan Mantri aur Rashtra Pati hi vishesh viman se apne laav-lashkar k saath Videsh yatra kar sakte hain.
     To fir ek Sansad ko vishesh viman le kar videsh yatra ki anumati kyu di gayi..??
  • Sonia Gandhi ne pichle teen saalo me kitni baar Italy aur Vatican ki yatra ki hai?
Bhailog, Kaafi koshish karne k baad bhi jab sarkar ki taraf se koi jawaab nahi mila to thak harkar Kendriya Soochna Aayog me appeal karni padi.
Kendriya Soochna Aayog ne sarkar se Sonia Gandhi k videsh yatrao par kharch hone wala sara paisa k lekha jokha dene ko kaha hai. RTI ne Prime Minister office ko iske nirdesh bhi diye hain.
Ye sab jawaab mange hue kafi time ho gaya hai par kuch Response nahi mila hai. 

Ab mujhe ye samajh nahi aata ki Sonia Gandhi ki Videsh Yatrao me wo koun sa 'RAAZ' chupa hai jo iss Desh k 'Sant' Pradhan Mantri Desh ki Janta ko nahi batana chahte.
 


Tuesday, February 15, 2011

ManMohan Singh, Sonia to star in Cong's media blitz Tommorow

Prime Minister Dr Manmohan Singh spent the second half of Tuesday with Union ministers and senior officials to prepare himself for Wednesday's proposed meeting with editors.

The PM's Principal Secretary T K A Nair and media advsor Harish Khare had identified 30 major issues on which questions are expected. Top most on the list is the ISRO Antrix-Devas deal. The PMO was in constant touch with ISRO chief K Radhakrishnan and with K Kasturirangan, who headed India's space programme, to elicit more inputs on the deal.

The second key issue on which PM will face tough questions is the Opposition's demand that a Joint Parliamentary Committee probe the 2G scam.

But from PM personal preference would be to deal more with the foreign relations questions, economy and finally politics. Dr Singh is certain to take his personal theory forward. To deal with Pakistan, the PM is also likely to come out a political package for Jammu and Kashmir. 

While on Wednesday, the PM will grab the headlines, on Thursday, it will be Congress President Sonia Gandhi's  to face the spotlight. She is set  to announce the new Congress Working Committee and also a reshuffle the party.